Jama Hue Hai Yahan Lyrics – Hindi Christian Song

जमा हुए है यहाँ कि करें हम स्तुति आराधना
स्तुति और आराधना…3. यीशु की
कि आओ आराधना करें क्रेस्त यीशु की 2.
उठाके पवित्र हाथों को स्तुति प्रशंसा
आराधना करें…3. यीशु की
कि आओ आराधना करें क्रेस्त यीशु की 2.
 
वो है हमारी धार्मिकता कि उसमें
हमने पाई की पूणता 2.
वो है हमारी धार्मिकता कि उसमें
हमने पाई परमेश्वर की पूंणता
कि आओ आराधना करें क्रेस्त यीशु की 2.
 
आओ भूलकर अपने को सुन्दरता में
खो जाएं यीशु की 2.
आओ भूलकर अपने को सुन्दरता
खो जाऐं प्रमी यीशु की 2.
कि आओ आराधना करें क्रेस्त यीशु की 2.

Jama hue hai yahan ki karein hum stuti aaradhna
Stuti aur aaradhna…3. Yeshu ki
Ki aao aaradhna karein Khrist Yeshu ki 2.
Uthake pavitra haathon ko stuti prashansa
Aaradhna karein…3. Yeshu ki
Ki aao aaradhna karein Khrist Yeshu ki 2.

Wo hai hamari dharmikta ki usmein
Humne paayi ki poornata 2.
Wo hai hamari dharmikta ki usmein
Humne paayi Parmeshwar ki poornata
Ki aao aaradhna karein Khrist Yeshu ki 2.

Aao bhoolkar apne ko sundarta mein
Kho jayein Yeshu ki 2.
Aao bhoolkar apne ko sundarta
Kho jayein premi Yeshu ki 2.
Ki aao aaradhna karein Khrist Yeshu ki 2.

Scroll to Top